Lyrics Kya Darta Hai by Shehzad Roy Lyrics

rickybadboy

Well-known member

Kya Darta hai Shehzad Roy Lyrics

Djuice Anthem Song Lyrics


Tu dekhta hai
Par Bolta nahi
Tu sochta hai
Par bolta nahi ...2x


Keh de -- Keh de
Rang Bdalna hai
Dhalna hai
Nayi Taqdeero mein
Dhalna hai

Tujhe jiska hai Intzaar
Woh tu Khud hai Meer yaar

Uth baandh qamar
kya darta hai..
Phir dekh khuda
kya karta hai...2x


Seena Taan ke Chall ,Mat jhukk
Par Pyaare Signal par Toh Rukk...2x


Verna Log Kahange
Kahange - Kahange
Log Kahange

" Tu signal Par Khadda ni Hota
Apne Pairo Par kaise khadda hoga "


Halaat tujhe Badle
Tu Halaat badal de yaar


Uth baandh qamar
kya Darta hai..
Phir dekh khuda
kya Karta hai...4x


12 crore Haath
Uthe jo Milke saath
Muskil Din Mushkil Raat
Ikk Pal mein Aasan ho jaye..2x



Badlenge yeh Halaat
Badlenge Hum
Kya Sochta hai


Uth baandh qamar
kya Darta hai..
Phir dekh khuda
kya Karta hai...6x



 
Last edited:
Top