Lyrics Kshitij Tarey / Mausam Yeh Kyun Badal Gaya / Sonali Cable

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
(Kshitij Tarey Begins)

Mausam yeh kyun badal gaya
Seene se kuch nikal gaya
Apna koyi mujhe chod ke gaya, chala gaya

(Vocals Break) (Aaa… aa..)

Lakeeren ro padi, haathon mein kahin
Dil hai dukha baaton baaton mein kahin
Lakeeren ro padi, haathon mein kahin
Dil hai dukha baaton baaton mein kahin
Kyun neendein lage, ab kaanch si
Sapne sabhi, athra gaye
Kyun chalte huye, hum apne hi
Saaye se, takra gaye
Socha tha, kya ho gaya
Mausam yeh kyun badal gaya
Seene se kuch, nikal gaya

(Vocals Break) (Aaa… aa..)

Dil mein tere kahin, khareedoon woh zameen
Kharchoon mein abhi, jo sapne hai sabhi
Woh aarmaano ka hai, chota sa ghar
Aa jao tum, mere humsafar
Main tumahare hi saath, rahoon umra bhar
Chaha tha yeh maine toh par
Do lamhon mein sab khatam ho gaya
Mausam yeh kyun badal gaya
Seene se kuch nikal gaya
Apna koyi mujhe chod ke gaya, chala gaya
Mausam yeh kyun badal gaya
 
Top