Lyrics Kishwer Merchant & Suyyash Rai - Khushnuma - 2014

[JUGRAJ SINGH]

Prime VIP
Staff member
Tu jo nahi tha, kuch bhi nahi tha
Har rishta tha, sard bada
Bin tere dil mein, ek soona pan tha
seene mein tha, ek dard bhara

Tu jo mila hai, dil ne kaha hai
Mil hi gaya humdard mera
Aankhein nam hui, lamha tham gaya
Mera ishq hua, khushnuma, khushnuma
Khushnuma.. khushnuma

Main tujhse kuch yun juda,
Jaisa main sufi tu khuda
Main tujhse kuch yun juda,
Jaisa main sufi tu khuda
Dua mein maanga, tha tujhe,
Sajde mein paaya hai tujhe..

Khushnuma.. khushnuma..

Yaad hai woh yaadein teri,
Woh kasmein woh baatein teri
Yaad hai woh yaadein teri,
Woh kasmein woh baatein teri
Milke na hona tu phir juda,
Tujhse hai meri iltejaa, doori na ho darmiyaan

Aankhein nam hui, lamha tham gaya
Mera ishq hua, khushnuma, khushnuma
Khushnuma.. khushnuma

Tu jo nahi tha, kuch bhi nahi tha
Har rishta tha, sard bada
Bin tere dil mein, ek soona pan tha
seene mein tha, ek dard bhara

Tu jo mila hai, dil ne kaha hai
Mil hi gaya humdard mera


 
Top