Lyrics Khali hathoun............

MITRA

Well-known member
Khali hathoun kou kabhe ghour say daikha hai faraz
Kis tarah loug lakeeroun say nikal jatay hain


Janay walay kou na rokou kay bharam rah jaye
Tum pukaro bhe tou kab us kou thahar jana hai

Sirf yeh soch kar tum say mohabat kartay hain Faraz
Maira tou koi nahin, tumhara tou koi hua
Woh Jis Kay pass rehta tha dostoun ka hajoom
Suna hai Faraz, kal raat ehsas-e-tanhai se mar gaya
 
Top