Hawaon mein bahenge
Ghataon mein rahenge
Tu barkha meri
Main tera baadal piya
Jo tere na huye toh
Kisi ke na rahenge
Deewani tu meri
Main tera paagal piya
Hazaron mein kisi ko
Takdeer aisi mili hai
Ek Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane yeh zamana
Kyun chahe yeh mitana
Kalank nahi ishq hai kajal piya
Kalank nahi ishq hai kajal piya
Main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, main tera, main tera
Musafir main bhatka tu mera basera
Main tera ho, main tera
Tu jugnu chamakta main jungle ghanera
Main tera
Main tera, main tera, main tera..
Ghataon mein rahenge
Tu barkha meri
Main tera baadal piya
Jo tere na huye toh
Kisi ke na rahenge
Deewani tu meri
Main tera paagal piya
Hazaron mein kisi ko
Takdeer aisi mili hai
Ek Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane yeh zamana
Kyun chahe yeh mitana
Kalank nahi ishq hai kajal piya
Kalank nahi ishq hai kajal piya
Main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, main tera, main tera
Musafir main bhatka tu mera basera
Main tera ho, main tera
Tu jugnu chamakta main jungle ghanera
Main tera
Main tera, main tera, main tera..