Lyrics Kaala Rey – Gangs Of Wasseypur 2

Piya19

Member
Kaala rey..
Saiyaan kaala rey
Tann kaala rey, mann kaala rey
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki, kaali shaamein
Saiyaan karte ji coal bazari

Bairi coal coal coal
Cheene tol tol tol
Bairi coal coal
Cheene tol tol tol
Chat aangan chaar diwari

Saiyaan karte ji - 3
Saiyaan karte ji coal bazaari
Saiyaan karte ji coal bazaari

Kaali mitti kutta kaala
Kaala bilkul surme waala
Kaala kauwa..
Hauwa kaala

Kaala badal girne wala
Kaala moti girne wala
Kaala jhanda
Danda kaala
Kaala batwa paisa kaala
Kaali aankhon jaisa kaala
Kaali agni
Kaali garmi suraj kaala
Kaala beegha aur gaj kaala
Kaali hathi hathi kaala kaala kaala kaala..

Bairi coal coal coal
Cheene tol tol tol
Bairi coal coal
Cheene hol se tol
Rang paani aur pichkari
Saiyaan karte ji
Piya karte ji
Saiyaan karte
Piya karte ji

Kaala rey..
Saiyaan kaala rey
Tann kaala rey.. mann kaala rey
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyaan karte ji coal bazari
 
Top