Lyrics Julia - Rangoon

Jassa

Elite
Jeem Pesh Vaaw Laam
Ek Naam Julia
Ae Sheen Ke Khaaf
Hum Ghulaam Julia
Pal Pal Bhaara Bhaara
Jagrati Julia
Uff Uff Chappan Churiyan
Barasti Julia

Julia Jaye Jaye Re
Kahan Kahan Yahan Wahan
Saara Jahan Kahan Kahan
Julia Jaye Jaye Re
Kaheen Kabhi Kabhi Kaheen
Saari Zameen

Patjhad Ki Paali
Julia
Zalzale Ki Saali
Julia
Re Ja Bagwali
Julia, Julia..
Julia Julia Julia

Oh Julia Ba Ba Ba Bam
Miss Julia Ba Ba Ba Bam
Oh Julia Ba Ba Ba Bam
Miss Julia Ba Ba Ba Bam

Tune Jaan Ko Jind Ko Choo Liya
Hame Teri Ghulami Kabooliya
Tune Jaan Ko Jind Ko Choo Liya
Hame Teri Ghulami Kaboolia
Tu Hi Aake Hai Wasooliya
Tu Hi Aake Hai Wasooliya

Oh Julia Ba Ba Ba Bam
Miss Julia Ba Ba Ba Bam
Oh Julia Ba Ba Ba Bam
Mis Julia

Kabhi Zid Pe Aayi Badal Gayi
Kaheen Raaein Ho Ve Latak Gayi
Kabhi Zid Mein Aayi Toh
Atak Atak Gayi
Kaheen Raaein Hote Hi
Latak Gayi

Tu Hi Jaan Hai Julia
Tu Hi Jind Hai Julia
Tu Kamaal Hai Julia
Be-Misaal Hai Julia

Tu Naheen Toh Jeena
Tu Naheen Toh Jeena Wasooliya
Yak Do Sau Jahaano

Julia Ba Ba Ba Bam
Oh Julia Ba Ba Ba Bam
Oh Julia Ba Ba Ba Bam
Oh Julia

Har Jash Pe Tamasha Hayrati
Talwar Ki Dhaar Pe Tayrti
Har Jash Mein Tamasha Yaar Hayrati
Talwar Ki Dhaar Pe Paar Tayrti

Tu Hi Jaan Hai Julia
Tu Hi Jind Hai Julia
Zard Khaal Hai Julia
Cheeta Chaal Hai Julia
Tu Naheen Toh Jeena
Tu Naheen Toh Jeena Wasooliya

One Two Three Four
Oh Julia Ba Ba Ba Bam
Oh Julia Ba Ba Ba Bam
Oh Oh Oh Julia Ba Ba Ba Bam
Miss Julia Ba Ba Ba Bam
Hey Miss Julia Ba Ba Ba Bam

Jeem Jeem Seen Seen
Udke Udke Jab Bhi Jab Bhi
Utregi Julia

Sar Sar Se Se Aandhi Aandhi
Jesi Jesi Guzregi Julia

Be Be Te Te
Charre Charre Jesi Jesi
Chutegi Julia

De De Re Re
Bijli Bijli Jesi Jesi
Tutegi Julia

Julia Jaye Jaye Re
Kahaan Kahaan Yahan Wahan
Saara Jahaan Kahaan Kahaan
Julia Jaye Jaye Re
Kaheen Kabhi Kabhi Kaheen
Saari Zameen Zameen Zameen

Patjhad Ki Paali
Julia
Zalzale Ki Saali
Julia
Har Pal Kamali
Julia
Re Ja Bagwali
Julia Julia
Julia Julia Julia

Oh Julia Ba Ba Bam
Miss Julia Ba Ba Bam Bam Bam
 
Top