Lyrics Ja sanam mujhko hai pyaar pe aaitbaar,

♛Princess

Prime VIP
Ja sanam mujhko hai pyaar pe aaitbaar,
Main karungi tera intzaarrrrr.................2

Main itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga,
Ye baat hai aur janam ke tujhe bhul na main paunga,
Ja sanam mujhko hai pyaar pe aaitbaar,
Main karungi tera intzaarrrrr......
Ja magar mudke tu dekhle 1 baar,
Main karungi tera intzaarrrrr......

Tumse hi thi meri jindagi, lekin ye kya hua....2
Tum bin bhi main jee raha hu, main kaisa hu bewafa..........
Ja sanam aayegi phir laut ke ye bahaar, main karungi tera intzaar,
Ha sanam mujhko hai hai pyaar pe aaitbaar,
Main karungi tera intzaarrrrr.........

Shayad kabhi kahi tumhe, meri mile khabar.......2
Kar lena yaad bas mujhe, mumkin ho ye agar,
Ja sanam tere saath meri jaan hai mere yaar,
Main karungi tera intzaarrrrrrrrrr,

Ja sanam mujhko hai pyaar pe aaitbaar,
Main karungi tera intzaarrrrr.................2

Main itni dur chala jaunga, tujhe yaad bhi na aaunga,
Ye baat hai aur janam ke tujhe bhul na main paunga,

 
Top