Lyrics Itna toota hoon .. Gulam ali*.*

Mahaj

YodhaFakeeR
Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga
Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga​

Abh agar aur duwa doh ge toh mar jahu ga
Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga​

Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga
pusch kar mera pata ..waqt raahe gaar na karo-2​

mein toh wanjara hoon keya jaane kidar jahu ga
mein toh wanjara hoon keya jane kidar jahu ga​

abh agar aur duwa dah ge toh mar jahu ga
Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga​

har taraf dhoond hein jugnu hein
na chiraag koi
har taraf dhoond hein jugnu hein
na chiraag koi​

kaun pehchaane ga .. basti mein agar jahu ga
kaun pehchaane ga .. basti mein agar jahu ga​

abh agar aur duwa dah ge toh mar jahu ga
Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga​

zindgi mein be musafir hoon teri kashti ka-2
too jaha muhje se kahe ge utaar jahu ga -2​

abh agar aur duwa dah ge toh mar jahu ga
Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga​

phool reh jaye ge guldaano mein
yaadon ki nazar
phool reh jaye ge guldaano mein
yaadon ki nazar
mein toh khusboo hoo
fizaon mein bikhaar jahu ga
mein toh khusboo hoo
fizaon mein bikhaar jahu ga​

abh agar aur duwa dah ge toh mar jahu ga
Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga
Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga
abh agar aur duwa dah ge toh mar jahu ga
Itna toota hoo ke.. shoone se bikhar jahu ga
bikhar jahu gaa
bikhar jahu gaa
</3​
 
Top