Lyrics Humsafar Lyrics – Alia Bhatt Version | Badrinath Ki Dulhania

Miss Alone

Prime VIP
Zaalima.. kyun hain dooriyan
Hun tenu labban main kahan..
Das tenu labban main kahan..


Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar

Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahungi bas wahin umrr bhar
Rahungi bas wahin umrr bhar, haaye

Muskurana bhi tujhi se seekha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi

Hai nahi tha pata
Ki tujhe maan lungi Khuda
Ki teri galiyon mein iss qadar
Aaungi ab har pehar

O sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahungi bas wahin umrr bhar
Rahungi bas wahin umrr bhar, haaye

Mere zaalima…
 
Top