Old Lyrics Hum Toh Jis Raah Pe Jaate Hai Lyrics - Anari (1975)

Goku

Prime VIP
Staff member
Hum toh jis raah pe jaate hai
Hum toh jis raah pe jaate hai
Wahi ye hasi mil jate hai
Jinko jinki chahat hoti hai
Jinko jinki chahat hoti hai
Kahi na kahi mil jate hai

Banda jone he gad hai ek nazar ka
Tam tam je aashik sari umar ka
Bindiya bhi has di aanchal bhi saraka
Achha ji hamase do pal ko
Janab yunhi mil jaate
Hum toh jis raah pe jaate hai
Wahi ye hasi mil jate hai

Ho kitni gulfa hum tum ko jane
Ho kitni gulfa hum tum ko jane
Bhari na itni unchi udane
Jao chale to hum tumko mane
Itna hi yakin jo hai tumko
Tu lijiye hum mil jate hai
Jinko jinki chahat hoti hai
Kahi na kahi mil jate hai

Mausam ye rangin din ye suhana
Mausam ye rangin din ye suhana
Jaise ki khichi ho taswir e jana
Virane mein bhi aye bahara
Dekho na jaha hum milte hai
Do phul wahi khil jate hai
Jinko jinki chahat hoti hai
Kahi na kahi mil jate hai
Hum toh jis raah pe jaate hai
Hum toh jis raah pe jaate hai
Wahi ye hasi mil jate hai
Kahi na kahi mil jate hai.
 
Top