Lyrics Hai Ye Maya Lyrics - Don 2 Songs Lyrics

rickybadboy

Well-known member
Na koi raat hai,,Na koi din yahan
Kya yeh andhera hai,Ki sirf hai dhuaan
Aankhein dhoka khati hain
Yeh kisko pata nahi,Jaane kya hai yahaan
Aur jaane yahaan kya nahi

Hai ye maya…
Heere joh lagte hai woh,Mumkin hai angaarein ho
Chingari lagte hai jo,Ho sakta hai taare ho
Aankhein dhoka khati hain
Yeh kisko pata nahi,Jaane kya hai yahaan
Aur jaane yahaan kya nahi

Hai ye maya…
Chehre hai sab ek se,Tu kaise pehchaanega
Dushman hai ya dost hai
Tu kaise ye jaanega,Aankhein dhoka khati hain
Yeh kisko pata nahi,Jaane kya hai yahaan
Aur jaane yahaan kya nahi

Hai ye maya…4x
 
Top