Lyrics Gazab ka hai yeh Din | Arijit Singh,Amaal Malik| Sanam Re(2016)

Chal parhe hai hum aisi raah pe,
Befikar hue ke ab jaana kahan,
Laapata hue saare raaste,
Dhoonde ga humein yeh zamana kahan,

Yeh samaa hai kaisa,
Muskurane jaisa,
Dheemi baarishe hai har jagah,
Yeh nasha hai kaisa,
Doob jaane jaisa,
Jaagi khwaishe hain har jagah,

Gazab ka hai yeh din(2x)
Gazab ka hai yeh din dekho zara (2x)

Paani hoon paani main,
Haan behne do mujhe,
Jaisa hoon waisa hi,
Rehne do mujhe

Duniya ki bandishon se,
Mera naata hai kahan,
Rukna teharna mujhko aata hai kaha,

Yeh samaa hai kaisa,
Muskurane jaisa,
Dheemi baarishe hain har jagah,
Yeh nasha hai kaisa,
Doob jaane jaisa,
Jaagi khwaishe hain har jagah,

Gazab ka hai yeh din(2x)
Gazab ka hai yeh din dekho zara (2x)

Neeli hai kyu zameen,
Neela hai kyun samaa,
Lagta hai ghaas par soya aasmaan,
Yeh mastiyan meri,
Manmaniyan meri,
Loh mil gayi mujhe aazadiya meri,

Yeh samaa hai kaisa,
Muskurane jaisa,
Dheemi baarishe hain har jagah,
Yeh nasha hai kaisa,
Doob jaane jaisa,
Jaagi khwaishe hain har jagah,

Gazab ka hai yeh din(2x)
Gazab ka hai yeh din dekho zara (2x)

Chal parhe hai hum aisi raah peh,
Befikar hue ke ab jaana kaha,
Lapata hue saare raaste,
Dhoondega hume yeh zamana kaha,

Yeh samaa hai kaisa,
Muskurane jaisa,
Dheemi baarishe hain har jagah,
Yeh nasha hai kaisa,
Doob jaane jaisa,
Jaagi khwaishe hain har jagah,

Gazab ka hai yeh din(2x)
Gazab ka hai yeh din dekho zara (2x)
 
Top