Lyrics Din main kab socha karte the - Nusrat Fateh Ali Khan

Song - Din main kab socha karte the
Artist - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan


----------

Din main kab socha karte the, Soyenge hum raat kahan
Ab aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan
Apne wo halaat kahan
kab thay taiz-rawi per nadaan ab manzil per tanha hain -2
soch rahe hein in hathon se choota tha wo haath kahan
choota tha wo haath kahan
Din main kab socha karte the, Soyenge hum raat kahan -2
Din main kab socha karte the

Kiya tum ne unko dekha hai kiya unse baatein kii hain 2
Tum ko kiya samjhayen yaaro khayi hum ne maat kahan
Khayi hum ne maat kahan
Din main kab socha karte the, Soyenge hum raat kahan -2
Din main kab
socha karte the

Barso baad mile hum unse dono thay sharminda se -2
Dono ne chahaa bhi laikin phir aati wo baat kahan
Phir aati wo baat kahan
Din main kab socha karte the, Soyenge hum raat kahan
Ab aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan
Apne wo halaat kahan
Din main kab socha karte the



 
Top