Lyrics din hai suhaana aaj pehli tarikh hai

aksharsharma007

akshar@unp.im
din hai suhaana
aaj pehli tarikh hai
din hai suhaana
aaj pehli tarikh hai khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh aji
pehli tarikh hai

biwi boli ghar zara
jaldi se aana jaldi se aana
shaam ko piya ji
hamein cinema dikhana
hamein cinema dikhana
karo na bahaana
haan bahaana bahaana
karo na bahaana
aaj pheli tareekh hai
khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh aji
pehli tarikh hai
kis ne pukara ruk gaya baabu
lala ji ki jaan aaj
aaya hai kaabu
aaya hai kaabu
o paisa zara laana
o paisa zara laana
laana laana
o paisa zara laana
aaj pheli tareekh hai
khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh aji
pehli tarikh hai
banda bekaar hai
kismat ki maar hai
sab din ek hain
roz e aitbaar hai
mujhe na sunana
haan sunana sunana
mujhe na sunana
aaj pheli tareekh hai
khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh aji
pehli tarikh hai
dar ke saamne aaye
mehmaan hain
bade hi sharif hain
puraane meharbaan hain
bade hi sharif hain
puraane meharbaan hain
are jeb ko bachaana
bachaana bachaana
jeb ko bachaana
aaj pheli tareekh hai
khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh aji
pehli tarikh hai
dil beqaraar hai
soye nahi raat se
seth ji ko ghum hai ki
paiso chalo haath se
are lootega khazaana
khazaana khazaana
lootega khazaana
aaj pheli tareekh hai
khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh aji
pehli tarikh hai
aye cinema waalon aao
aao khel mazedaar hai
ho khel mazedaar hai
ji khel mazedaar hai
agha hai bhagwan hai
kishore kumar hai
nimmi geeta bali hai
ashok kumar hai
nargis raj kapoor hai
dilip kumar hai
geeton ka toofan hai
naach ki bahaar hai
naach ki bahaar hai
paanch aane ka das aana
paanch aane ka das aana
paanch aane ka das aana
are waapas nahi jaana
jaana jaana
waapas nahi jaana
aaj pheli tareekh hai
khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh aji
pehli tarikh hai
mil jul ke bachchon ne
baapu ko ghera
baapu ko ghera
kehte hain saare ki
baapu hai mera
baapu hai mera
khilone zara laana
khilone zara laana
aaj pheli tareekh hai
khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh aji
pehli tarikh hai
din hai suhaana
aaj pehli tarikh hai
khush hai zamaana
aaj pehli tarikh hai
pehli tarikh
aji pehli tarikh hai
 
Top