Lyrics Chaand Mera Naraaz Hai - Tony Kakkar - Neha Kakkar

Jassa

Elite
chaand mera naraaz hai
na baat kare
na milta hai
kaise us ko samjhaoon
na samje rishta dil ka hai
hafton se kitne usne na baat ki
mujko pata bhi nahi
kis baat ki naraazgi
chaand mera naraaz hai
na baat kare
na milta hai
kaise us ko samjhaoon
na samje rishta dil ka hai

bheed hai itni duniya mein par
koi na apna dikhta hai
log hain pagal samje jo
tera mera rishta hai
tujko to bhi hai na mohabat
fir kyu duri rakhta ha
na shab mein na subhah mein
na shaam dhale wo milta hai
kaise us ko samjhaoon
na samje rishta dil ka hai

rasmein aise duniya ki hai
jinse dil ye darta hai
dil bebas hai milna chahe
ye rota hai tadapta hai

dil mar sakta hai to tere bin
par ab jee nahi sakta hai
tere bin beete jo pal
har pal lagta muhkil sa hai
mujko baat pata hai je
main samjhoon rishta dil ka hai
hafton se kitne usne na baat ki
mujko pata bhi nahi
kis baat ki naraazgi
chaand mera naraaz hai
na baat kare
na milta hai
kaise us ko samjhaoon
na samje rishta dil ka hai
 
Top