Lyrics Badri Ki Dulhania - Badri Ki Dulhania

Jassa

Elite
Khilan kyu na jaye tu hori re rasiya
Khilan kyu na jaye tu hori re rasiya
Puche re tohe sari buyian
kahan hai Badri ki Dulhania
Kurti pe teri malu Gulaal
Rang bata Blue ja Lal
Air main tere udte baal
Aaja rang du donno Gaal
Sa ra ra ra
Kabeera
Sa ra ra ra

Baby ke dekhe Jhumke
Lagade Chaar Thumke
Chichore nache jamke re
UP main din dihade
Chatt pe chaand aur taare
Hum dekhe ankhen faade re
Arre tujpe tiki hai meri Naughty Najariya
Tujko bana kar ke
Tujko bana kar ke
Tujko bana kar ke le jayenge
Badri Ki Dulhania
Tujko bana kar ke le jayenge
Badri Ki Dulhania
Rani bana kar ke le jayenge
Badri Ki Dulhania

Munia re Munia
Badri Ki Dulhania
Munia re Munia
Badri Ki Dulhania

Holi hai

Baby badi bholi hai
Baby ki rang di choli hai
Angreji main khitpit ri madam
Bura na mano Holi hai

Rama Rama Gajab ho gaya
Tarsi Najariya larh gayi
Ayi Jawani Julam hoi gva
Kis Afat main parh gayi

Are sa ra ra ra
kabeera
Sa ra ra ra

Rama Rama Gajab ho gaya
Tarsi Najariya larh gayi
Ayi Jawani Julam hoi gva
Kis Afat main parh gayi

Haye main marr gayi
Suli pe charh gayi
Na na na kehna tha
Lekin haan kar gayi
Dil tujko send main to kar gayi re
Main Badri ki Dulhania

Tujko bana kar ke le jayenge
Badri Ki Dulhania
Baby ke dekhe Jhumke
Lagade Chaar Thumke
Chichore nache jamke re

Arre tujpe tiki hai meri Naughty Najariya
Tujko bana kar ke
Tujko bana kar ke
Tujko bana kar ke le jayenge
Badri Ki Dulhania
Raani bana kar ke le jayenge

Munia re Munia
Badri Ki Dulhania
Munia re Munia
Badri Ki Dulhania​
 
Top