Lyrics Bachana - Bilal Khan

rickybadboy

Well-known member
tanhai kay safar main
chalna sabar say
koi na nazar main aa
jb khawab main chorjain
sochon ko nibhana pain
din woh yaad aain na
khata hogai saza hogai
puraney din yaad aain na
duniya kay is shor main
sikha hai mar kay
hoti zindagi kia
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana
jagmagati howi raat ye
lab pay hain shikayatain
koi nahi muj ko sun raha
dhalta din mujboor hai
manzil zara door hai
bhuj raha umeedon ka chirag
khata hogai saza hogai
puraney din yaad aain na
duniya kay is shor main
sikha hai mar kay
hoti zindagi kia
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana
jagmagati howi raat ye
lab pay hain shikayatain
koi nahi muj ko sun raha
dhalta din mujboor hai
manzil zara door hai
bhuj raha umeedon ka chirag
khata hogai saza hogai
puraney din yaad aain na
duniya kay is shor main
sikha hai mar kay
hoti zindagi kia
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana

 
Top