Lyrics Aye Mere Humsafar Ek Zara Intezaar

rickybadboy

Well-known member
Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadayi de rahi hai manzil pyaar ki

Ab hai judai ka mausam
Do pal ka mehmaan
Kaise na jayega andhera
Kyun na thamega toofan
Ab hai judai ka mausam
Do pal ka mehmaan
Kaise na jayega andhera
Kyun na thamega toofan
Kaise na milegi manzil pyaar ki
Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadayi de rahi hai manzil pyar ki
Pyaar ne jahan pe rakha hai
Jhoomke kadam ek baar
Wahin se khula hai koi rasta
Wahin se giri hai deewar
Pyaar na jahan pe rakha hai
Jhoomke kadam ek baar
Wahin se khula hai koi rasta
Wahin se giri hai deewar
Roke kab ruki hai manzil pyaar ki
Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadayi de rahi hai manzil pyar ki
Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadayi de rahi hai manzil pyar ki

"]YouTube - ‪AYE MERE HUMSAFAR IK ZARA INTZAR‬‏​
 
Top