Lyrics Aye Dil - Sunidhi Chauhan - Love Games - 2016

[JUGRAJ SINGH]

Prime VIP
Staff member
Jannat jannat chillaye dil,
Dosakh dosakh dikhlaye dil,
Darr raha hai tut jaane se,
Kar raha hai khud hi khud ke tukde tukde,

Tu aye dil chahta hai kya,
Sangdil chahta hai kya,
Tang dil na na na na..,

Aye dil chahta hai kya,
Sangdil chahta hai kya,
Tang dil jaane na dil,

Na na na na,
Jaane na dil

Na na na na,
Na na na na,

Aaye haye chillaye dil,
Saaye saaye dikhlaye dil,
Darr raha hai kaali raaton se,
Kar raha hai chand ke phir kyun tukde tukde,

Tu aye dil chahta hai kya,
Sangdil chahta hai kya,
Tang dil jaane na dil,

Na na na na,
Jaane na dil

Na na na na,
Na na na na,

Ashk hai ya ishq hai mera,
Kyun ankh se tapak raha hai dil,
Kho raha hai ya khud ko pa liya hai,
Kyun yaad chaak kar raha hai dil,

Darr raha hai dariya hone se,
Kar raha hai khud hi khud ke katre katre,

Tu aye dil chahta hai kya,
Sangdil chahta hai kya,
Tang dil..,

What do you want

Tu aye dil chahta hai kya,
Tang dil chahta hai kya,
Sangdil jaane na dil,

Na na na na,
Jaane na dil

Na na na na,
Na na na na
 
Top