Lyrics Arijit Singh - Mast Magan - 2 States (2014)

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
Song : Mast Magan
Film : 2 States (2014)
Singer : Arijit Singh, Chinmayi Sripada
Music : Shankar Ehsaan Loy
Lyricist : Amitabh Bhattacharya

****************************************************

Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan to kaise chhupaye
[Uthta dhuaan to kaise chhupaye]

Ho akhiyaan kare jee hazoori
Maange hai teri manzoori..
Kajra syaahi, din rang jaaye
Teri kasturi rain jagaaye

[Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye] x 2

Chaahe bhi to bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Mann mast magan, man mast magan
Tera naam dohraaye

O.. jogiya jog laga ke
Makhra rog laga ke
Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan to kaise chhupaaye

[Man mast magan, mann mast magan
Bas tera naam dohraaye] x 2

Chaahe bhi to bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Mann mast magan, man mast magan
Tera naam.. dohraaye
[Bas tera naam dohraaye]

Oadh ke dhaani reet ki chaadar
Aaya tere shehar mein Ranjha tera
Duniya zamana, jhoota fasana
Jeene marne ka waada sancha mera
Ho.. sheeshmehal na mujhko suhaaye
Tujh sang sookhi roti bhaaye

[Man mast magan, mann mast magan
Bas tera naam dohraaye] x 2

O.. chaahe bhi to bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Mann mast magan, man mast magan
Tera naam.. dohraye
 
Top