Lyrics Ankit Tiwari & Tulsi Kumar-Kuch Toh Hua Hai - Singham Retu

[JUGRAJ SINGH]

Prime VIP
Staff member
Raaton ko apni palkon se
Khwaab sajane do, (khwaab sajane do)
Phir khwaabon ko aankhon se,
Neend churana do

Khaamoshiyaan rakhti hain, apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

Kuch toh hua hai, (yeh jo hua hai)
Jo na pata hai, (yeh kya hua hai)
Kuch toh hua hai, (samjho kuch samjho na)

Jo kadam kadam chaloon, tujhe hi tai karoon main
Saansein band kar tujhe oddh loon
Tu khyaal sa mila hai jisko gin sakoon main

Aadaton mein tujhe jod loon
Tujh se roshan raatein saari
Tujh pe hi khatam baatein saari
Khaamoshiyaan rakhti hain, apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

Kuch toh hua hai, (yeh jo hua hai)
Jo na pata hai, (yeh kya hua hai)
Kuch toh hua hai, (samjho kuch samjho na)

Tujhe ek baar pyaar se jo choo sakoon main
Waqt ko phir wahin rok doon
Phir dil machal ke * ko bhool jaaye
Dhadkano ka safar chodd doon

Tune di hai, saari khushiyaan
Tune hai, toh hai meri duniya
Khaamoshiyaan rakhti hain, apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

Kuch toh hua hai, (yeh jo hua hai)
Jo na pata hai, (yeh kya hua hai)
Kuch toh hua hai, (samjho kuch samjho na)


 
Last edited:
Top