Lyrics aen hayn samjhane log - jagjit & chitra

Jagjit Singh & Chitra Singh:


Aayein hayn samjhaane log



aayei’n hay’n samjhaane log,
aayei’n hay’n samjhaane log,

hay’n kitne deewaane log,

aayei’n hay’n samjhaane log,

dair-o-haram mei’n chain jo milta,
kyun jaate maikhaane log?;

jaan ke sab kuchh,
kuchh bhi na jaane,
hay’n kitne anjaane log,

waqt pe kaam nahi aate hay’n,
yeh jaane pehchaane log,

aayei’n hayn samjhaane log,

ab jab mujh ko, hosh nahi hay,
aayei’n hay’n samjhaane log,

hay’n kitne deewaane log,
aayei’n hay’n samjhaane log.






 
Top