Lyrics aa bhi ja sanam --atif aslam

RUPIND3R

heaven's got a hitman
a bhi ja sanam, yun na kar sitam
teri bahon mein mar miten ge hum


O mere khuda, dil howa fida
O mere khuda, dil howa fida
be khabar do jahan se mein howa



O mere khuda, dil howa fida
haadsa ye na jane kab howa
O mere khuda,


khwaboon mein phir to mein aaonga
palkon mein main to reh jaoinga
yaadoon mein aks hoga mera
kisi ko milega nahi mera pata


O mere khuda, dil howa fida
be khabar do jahan se mein howa
O mere khuda, dil howa fida
haadsa ye na jane kab howa


a bhi ja sanam, yun na kar sitam
teri bahon mein mar miten ge hum


a bhi ja sanam, yun na kar sitam
teri bahon mein mar miten ge hum


tanha raaton mein baatein hongi
un baaton mein phir raatein hongi
badla badla zamana sara,
jab si badli meri yeh dunya


O mere khuda, dil howa fida
be khabar do jahan se mein howa



O mere khuda, dil howa fida
haadsa ye na jane kab howa
 
Top