Lyrics ♥ Pyar ko ho jane do , Pyar me kho jane do ♥

rickybadboy

Well-known member
Pyar ko ho jane do
pyar me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nahi
pyar ko ho jane do
pyr me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nah

Pyar ke beech mein hum nhee aayenge
jis taraf le chala dil chalay jayenge
chein sa aa gia yun laga dil gea
abhi na gea to phir kabhi nhe kabhi nhe
Pyar ko ho jane do
pyar me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nahe

Mujh ko ankho se dil me utar jane do
kuch biger jane do kuch sanvr jane do
ek bahana banay ek fasana banay
abhi na banaa to phir kabhi nahi kabhi nahi
pyar ko ho jane do
pyar me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nahi

Aajkal phir kabhi phir kabhi baad mein
baaten reh jayengi yad hee yad mein
jo kabhi nhee kahaa jo kabhi nhe kiiya
Abhi na kiiya to phir kabhi nhe kabhi nhe
pyar ko ho jane do
pyar me kho jane do
eitebar kis ka hai
intezar kis ka hai
abhi na hua to phir kabhi nahi kabhi nahi
lalallla....la..lllaaa...hmm hummmm
......hmmm


"]YouTube - Pyaar Ko Ho Jane Do
 
Top