Wahin chupke se mera dil toota?

Na tamannao ki barish hui,
Aur na hasraton ka toofan utha.
Bus khwaishon ki maut hui,
Aur sapno ka kafila luta.
Jahan chahat ki baat hui,
Wahin mayusi ka aasra juta.
Aur jahan armaano ki baraat saji,
Wahin chupke se mera dil toota?


Unknown
 
Top