Unki lakeeron me hamara naam likhna bhul gaya

~¤Akash¤~

Prime VIP
Shikayat kisise kya karein,
Jab takdir hi bewafa nikli,
Jo raah manzil tak pahuchati hamein
Wo raah hi sholonse jalti nikli,
Thi ummid ke khuda ko ayega rahem hum par,
wo bhi to hamare nasib me khushiya likhna bhul gaya,
par usne hamari takdir me to unka dard likh diya,
Unki lakeeron me hamara naam likhna bhul gaya
 
Top