teri main hasrat karoo ye mumkin nahi..

~¤Akash¤~

Prime VIP
main tujh se mohbbat karoo ye mumkin nahi
teri main hasrat karo ye mumkin nahi..

teri meri kismat hi bani ek diwaar hai
kismat se main bagawat karoo ye mumkin nahi...

mujh se umeed na kar tu ab kisi baat ki
saath tere koi sharafat karoo ye mumkin nahi...

mujh ko barbaad kar de ya azaad ab tu..
tujh pe main koi inayat karoo ye mumkin nahi..

main tujh se mohbbat karoo ye mumkin nahi..
teri main hasrat karoo ye mumkin nahi..
 
Top