teri baato se kab tak khud ko bahalaya kare...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Khud se hi khafa hain hum, aap se kya gila kare,
haal sab nazre kahe, kaise hum chupaya kare,
ye jo tum dekh ke har baar muskurate ho,
tum hi batao kaise hum apna dil sambhala kare,
khawab saza ke palko pe u gum kaha ho jate ho,
khud ka hi kuch hosh nahi, tumhe kaha dhunda kare,
aa bhi jao ab sanam ki raat bhi hone lagi,
teri baato se kab tak khud ko bahalaya kare...
 
Top