such hai yaroon"zindagi jeene ka maaza hi kuch aur hai!!!"

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aye zindagi,tu bhi kitni aajeeb hai,

kabhi hasaati hai,kabhi rulaati hai.

Kabhi khsushiyon ke mausam lati hai,

to kabhi gum ke aasoon pilaati hai!!

Aye zindagi,tu bhi kitni aajeeb hai,

kabhi bhule ko raah tu dikhati hai.

Kise ko phoolon ki maala tu pehenati hai,

to kise ke raah mein tu kaante bichati hai!!

Aye zindagi,tu bhi kitni aajeeb hai,

par uparwale,tera mein shukragujar hoon,

Ke tune muzhe zindagi ka haseen tohfa diya hai,

such hai yaroon"zindagi jeene ka maaza hi kuch aur hai!!!"
 
Top