par hum thik hai, pata nahi zindagi hai bhi ya nahi, par hum

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tumhare saath ke bin ye aankhe nam to hogi,
par hum thik hai,
tumhare bina, zindagi ghum to hogi,
par hum thik hai,
tumhari yaad hume roz tadpaayegi,
par hum thik hai,
tumhare bina hasi bhi murzayegi,
par hum thik hai,
tumhara saath hum chahte to hai,
par hum thik hai,
tumhara hi geet hum gaate to hai,
par hum thik hai...
ab to zindagi mein kucch hai kami,
par hum thik hai,
pata nahi zindagi hai bhi ya nahi,
par hum thik hai...
 
Top