Mere hathon ki lakeron main uska naam na hota

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mere hathon ki lakeron main uska naam na hota
Main usse sye wafa ker kye badnaam na hota

Mera sara safer uski yadon main kate gaya ab tou
Kash woh bewafa insan na hota

uski mohabbat ki meri sansain gawahi dete hain
Main mar jata to mujh pe ye ilzam na hota

Sare wadon ko woh tod ker chala gaya
dost kaash woh itna sang dil insane na hota
 
Top