Mera gham hi aakhir mere kaam aaya

Justpunjabi

Lets_rock
mera gham hi aakhir mere kaam aaya,
mera gham hi aakhir mere kaam aaya
aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya

laakh chupaaya is jamaane se,
laakh chupaaya is jamaane se
meri hi gajal main aakhir tera naam aaya!
Aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya

chod di kab ki jindgi hum ne,
chod di kab ki jindgi hum ne
chod ke jab shaher tera aapne gaav aayaa
aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya


soo rahe the chan se kabar main,
soo rahe the chan se kabar main
uth gaye sar pe aacanak tera paav aaya!
Aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya


hashar ka din hai aaj jashan manao,
hashar ka din hai aaj jashan manao
bandh ke dekho aaj sar pe kafan maan aaya!
Aaj bahut roya ke aaram aaya!
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
mera gham hi aakhir mere kaam aaya
 
Top