maut koi tum to nahin ki bula bhi na saku...

~¤Akash¤~

Prime VIP
bula lo jis vakt dil se
main gaya vaqt to nahin ki aa bhi na saku
dil main tera pyar yaar ki shikwa
baat koi sar to nahin ki uta bhi na saku
jahar milta nahin shitamgaar varna
kya tere aane ki kasam kha bhi na saku
tum na aaye to marne ki sau tasvirain hain
maut koi tum to nahin ki bula bhi na saku...
 
Top