~¤Akash¤~
Prime VIP
patthar.... jo ....mere jism ko...... chhoo kar guzar gayaa;
seene mein mere....... khauf kaa..... khanjar utar gayaa.
jin jinke sar bache..... wo sabhi....... be-zubaan the;
jisne ......zubaan se kaam liyaa..... uskaa sar gayaa.
main hi... khadaa thaa...... aayeene ke saamne...... to fir;
wo kaun thaa...... main ......dekhte hi jisko..... dar gayaa.
khwaabon se .....mujhko.... aur na bahlaa sakegi .....too;
rahne de ...zindgi! teraa....... jaadoo utar gayaa.
toofaan mein..... lag rahaa thaa... ki ....ud jaayegaa ye shahar;
dekhaa to.... ab ki baar bhi........ meraa hi ghar gayaa.
ab ...kyaa bachaa hai..... jiske...... sahaare main ji sakoon;
le de ke..... ek khwaab thaa .....wo bhi... bikhar gayaa........
RAAJESH REDDY