Lamha Lamha zindagi ka tumhare saath jeena marna chahta hun

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tumhein sari dunya se chupa ker apne pass rakhna chahta hun
Dunya ke nazaron se durr le jana chahtha hun

Yeh mat samghna mujhe tumse bewafai ka dar hai
Bas meri mohabaat mein kabhi kisi kami ka dar hai

Tumhein chura le koi mujhse yeh darr laga rehta hai
Mujhse meri zindagi koi le le yeh darr laga rehta hai

Tumhein apni dhadkan se bhi kareeb rekhna chahta hun
Lamha Lamha zindagi ka tumhare saath jeena marna chahta hun
 
Top