Kon Badda He 2 Ya 1

Heartking

HEARTKING
Gabbar: kitne admi they?
sambha: sardar 2
gabbar: mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
samba: sardar 2, 1 ke baad aata hai
gabbar: aur 2 ke pehle?
samba: 2 k pehle 1 aata hai
gabbar: to beech mein kaun ata hai?
samba: beech mein koi nahi aata
gabbar:: to phir dono ek saath kyun nahin aate?
samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai
gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
samba: 2, 1 se 1 bada hai
gabbar: agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?
 
Top