Is tez bhaagti duniya me jab tanha ho jaata hoon main.. Aankhein band karke apni tujhme kho jaata hoon main.. Din guzar jaata hai roz tujhe yaad karte karte, aur fir.. Khud se tere sapno ka vaada karke so jaata hoon main..