Jab Himesh Reshmya Mar Gaya

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member

Jab Himesh Reshmya Mar Gaya,
To Bhagwan Ne Usse Pucha Tumne Zindagi me kya kiya,


Himesh Bol, Ishq kiya kiya, ishq kiya kiya re.
Bhagwan ne kha Ishq kyun kiya


Himesh: Tanha jiya Na jaye, Tanha Raha Na jaye.
Bhagvan: Mein tere ko chorunga nahi,


Himesh: Ya ali madad Ali Ya Ali, Himesh Wahan Se Bhaga,

Bhagwan uske pechey bhaga aur bola,
Jhalak dikhlaja, Ek bar aaja Aaja Aa ja.
:biker
 
Top