Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye, Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye, Khud hi kar li bewafai humne, taaki unpar koi ilzaam na aaye.