Yeh dard na jane kahan jakar sakoon payega lagta hai maut se jald hi samna ho jayega on behti lehroon se jab poocha maine tu kahan tak mujhko baha le jayega ab na koi khusi na koi umeed hi baki hai is bheegi lassh ko ab koi kya jalayega