hum kabhie unse kah nahi pate

~¤Akash¤~

Prime VIP
hum kabhie unse kah nahi pate

phir bhi ye dil kuch kahne ko karta hai

nazrein chupate hai unse

phir bhi ye dil nazrein milane ko karta hai

hosh me to rahte hai

phir bhi ye dil unme kho jane ko karta hai

unhe to kuch pata bhi nahi

phir bhi ye dil sab kuch unhe samjhane ko karta hai
 
Top