mitthe sapne zeher mein basa to deti hai yeh aankhein tanhaayi waale gham mein jaam chalkati hai yeh aankhein main to unse itna pyar karti thi kii bayaan nahin hota hai yad mein kissi kii aaj talak dard mein doobi hui hain yeh aankhein