ab wo manzar na hi wo chehre nazar aate hain.... mujh ko maloom na tha khwaab bhi mar jaate hain... jaane kis haal mein hum hain ke hamein dekh kar sab.... ek pal ke liye rukte hain aur guzar jaate hain...