Old Lyrics Ek Muamma Hai Lyrics - Prem Nagar (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Hmm hmm
Hmm hmm hmm
Hmm hmm

Ek muamma hai hmm
Ek muamma hai
Samjhaane ka na samjhaane ka
Ek muamma hai
Samjhaane ka na samjhaane ka
Zindagi kaahe ko hai ha ha
Zindagi kaahe ko hai
Khwaab hai deewaane ka
Ek muamma hai
Samjhaane ka na samjhaane ka

Aur suniye mohtarma
Farmaate hain
Kya husn hai zaat meri
Ishq sifat hai meri
Kya baat kahi
Husn hai zaat meri
Ishq sifat hai meri
Hoon to main haay
Hoon to main
Hoon to main
Shamma magar
Bhes hai parwaane ka
Hoon to main
Shamma magar
Bhes hai parwaane ka.
 
Top