Din khuch ese guzarta hai Jese ehsaan utarta hai koi Aaina dekh kar tasalli hui Humko ghar mein jaanta hai koi Pak gaya hai shajar pe phal shayad Phir se patthar uchalta hai koi Der tak gunjtey hain sannatey Jese hamko pukarta hai koi