aya hee tha khayal kai akhain chalak gaeen

~¤Akash¤~

Prime VIP
aya hee tha khayal kai akhain chalak gaeen
asoun kissi ki yaad sai kitnai kareeb thai
.............................................................
utha kar phool ki patee nazakat sai masal daali
esharoun main kha kai hum dil ka yai haal kartain hain
.........................................................
mohabbat abb nahi hogee
yai kucch din kai baad hogee
guzar jain gai jub yai din
tu inn ki yaad main hogee
........................................................
chupanai sai nahi chupta yai raz-e-ulfat ka
parhee jai jo ankhoun sai mohabbat woh kahani hai
........................................................................
tohmatain mujh pai aati raheen aik sai aik nayai
khubsorat magar jo ilzaam tha woh tera naam tha
...................................................................
 
Top