aya hai to jahan mein misal-e-sharar dekh dam de najaye hast

~¤Akash¤~

Prime VIP
MaiN to aKhlaq ke hathoN hi bika karta huN Aur hoNge tere ba

MaiN to aKhlaq ke hathoN hi bika karta huN
Aur hoNge tere bazaar meiN bikanay Waale
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Is qadar us kay naam ki aadat hay mujay faraz Apna naam likh

Is qadar us kay naam ki aadat hay mujay faraz
Apna naam likhtay huvay uska naam likh jata hoon
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Unglian khoon hui pather tarash tarash kar jab teri tasweer

Unglian khoon hui pather tarash tarash kar
jab teri tasweer bani tu khareedar agaye...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ghairoon Ko Kya Parhee Hai Keh Woh Ruswa Karain Mujhay In Sa

Ghairoon Ko Kya Parhee Hai Keh Woh Ruswa Karain Mujhay
In Saazshoon Main Hath Kissi Aashna Ka Hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Chal ab meri saans he zamanat rakh lay to Shayad is tarah ba

Chal ab meri saans he zamanat rakh lay to
Shayad is tarah ban jaon main tere aitbaar k qabil
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
aisa gum hon "teri" yaadon ky bayaban main dil na dharky to

aisa gum hon "teri" yaadon ky bayaban main
dil na dharky to sunai nahi deta kuch bhi
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Zara un ki shokhi to dikhiye liye zulf-e-kham shuda haath me

Zara un ki shokhi to dikhiye liye zulf-e-kham shuda haath mein
mere pichhe aye dabe-dabe mujhey saanp keh kar daraa diya
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
dete hai.n jannat hayaat-e-dahar ke badale nashshaa baa_anda

dete hai.n jannat hayaat-e-dahar ke badale
nashshaa baa_andaazaa-e-Khumaar nahii.n hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Bharam tha usnay mujhy hee chaha faqt Marasim to thay magr s

Bharam tha usnay mujhy hee chaha faqt
Marasim to thay magr sirf dostana
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kis kis ki hajoom main ankhain noochta Acha howa key tum dha

Kis kis ki hajoom main ankhain noochta
Acha howa key tum dhareechay se hat gaye
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aankh ki jheel bhari dill ka samandar ubhla Aur meray hont r

Aankh ki jheel bhari dill ka samandar ubhla
Aur meray hont rahay hasrat e izhar main gum
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Unki mehfil mein faraz unke tabasum ki qasam Hum daikhte reh

Unki mehfil mein faraz unke tabasum ki qasam
Hum daikhte reh gaye haath se jana dill ka
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aina ho kar patar se dosti ki maine Jab bhi milla toot kar r

Aina ho kar patar se dosti ki maine
Jab bhi milla toot kar reh gaya
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Shahre wafa ke her patthar per naam likha hai tera mera , ph

Shahre wafa ke her patthar per naam likha hai tera mera ,
phirbhi duniya pooch rahi hai kya rishta hai tera mera
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
kuch to nazauk mizaz hain hum bhi aur yeh chot bhi nayi hai

kuch to nazauk mizaz hain hum bhi
aur yeh chot bhi nayi hai abhi..
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
gum baatne ki cheej nhi fir bhi dosto ek dusre k haalat se w

gum baatne ki cheej nhi fir bhi dosto
ek dusre k haalat se wakif rha karo
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
ik umar se zindagi ji rhi hu magar adhuri agar mil jae wo to

ik umar se zindagi ji rhi hu magar adhuri
agar mil jae wo to ho jae pur
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Woh mere naam se itna naraj kyo hai. Phir bhi usi ka mere di

Woh mere naam se itna naraj kyo hai.
Phir bhi usi ka mere dil par raj kyo hai.
 
Top