Lyrics ANDHADHUN – Raftaar (Title Track) | Ayushmann Khurrana

Goku

Prime VIP
Staff member
Shaq ne sabko jakda hai
Sach ne sabko pakda hai
Bachna sabka mushkil hai
Sabka sabse lafda hai

Hawa mein sabko tune dikhe
Seene pe na khoon dikhe
Din mein sabko moon dikhe
Jab andhe ko bhi khoon dikhe
Andha bole maine dekha
Andhe ki na sun

Baaje re, baaje re, baaje re
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun

Iski qismat likhni hai
Jaldi se tu chalk la
Likh ke mita doonga
Aur tu payega rok na
Iska ab khoon choosna hai
Jaldi se jonk la
System ka na dar hai
Kyuki system poora khokhla

Ankhon pe patti hai
Dhool or matti hai
Koyi na bhonkega
Maine daal di sabko haddi hai

Room mein karlo khoon
Arre kanoon ko kon batayega
Kanoon ke paas jo jayega
Woh andha ho ke aayega

Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun

Luka chhipi, aankh micholi
Khel yeh aisa hona hai
Go gol duniya hai
Chhipne ka na koyi kona hain
Aankh meech kar doodh piye
Billi samjhe sab andhe hain
Duniya dekh ke hansti hai
Sab jaane gande dhande hain
Band aankh bin munh kar kaan
Khade tu bhi yeh sun

Baaje re, baaje re, baaje re
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun

 
Top