Aks ko apne chhupate hain wo,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aks ko apne chhupate hain wo, Zamane mein pehchan ho jaane do, Nafrat bhare is zamane ko kya kadar, Khud ko humara ahbaab ban jaane do, Nafrat agar Afshaan hai to mohabbat afroz, Ki is ki chamak mein zamane ko jal jaane do, Parda rahe hum par yeh to hum bhi chahate hain, Chahat par se humari to pardaa dhal jaane do, Darna zamane ki zulmat se aab-aab hain, Aao ab to mohabbat ho jaane do.
 
Top